Reasons of Failures
Pyare doston hum apne is chhoti si life me Kai bar fail ho Jate hain Jiske karan hum try karna chhod dete hain.Mere priya doston har achha hai lekin har ke baithna galat bat hai.Failures ke reason hum dekhenge.........
1.Goal setting- Hum life me ek lakshya banate hai aur kam karte Hain per Jab Jaldi success nahi hote to hum use chhod dete hain,nahi doston ek goal sure success Ek din me success nahi hote hain per Ek din jarur success hote hain.
2.Lack of Regularity-Kisi din kam kare kisi din na kare to ap ki success 50percent success ke chances hai aur jab hum success nahi hote to log ungli uthate hai kyunki ap karna chahe per Kar Nahi paye niras mat ho fir koshish Karo.
3.Loose Confidence-Confidence ke Bina hum bekar hain Jo log kahte Hain ki mai nahi Kar paunga wo jhuth bolta hai kyunki insane se bada kuch nahi
4.Concentration -Agar apne goal banaya aur success ke rasto me badha aye to daro nahi face Karo Confidence agar incresae karna hai to Practice karo ji doston Jo log safal hote hai Practice bahut karte hai Practice makes a man perfect.
5.Feelings- Agar kisi person Jo preparation Kar rahe hai,Jo Dream Pura karna chahte hai unhe feeling ignore karna Hoga Kyunki Kabhi achhe kam me man Nahi Lagta jab goal se hatkar kuch Karne ka man kare to use ignore karo.Finally u will be Successful.....Do Everything Right now........ok Keep Reading and Comment also
No comments:
Post a Comment