FEAR OF FAILURES
Hello Good Evening to my best friends aur sabhi ko Jo blog read karte hain.Aaj Mai ek bar phir bahut achhe topic ko lekar aya hu jisme hum baat karenge ki jab bhi koi kam hum karte to man me ye dar rahta hai ki Mai is kam ko kar paonga ya Nahi aur yahi sochte sochte log kam per focus nahi ker pate hai aur kam me kuch mistake ho jati hai kaise hum us kam ko karne se pahle Jo man me fear hota hai wo na ho...
Fear ek negative thought hai Jo hum sochte hain so POSITIVE RAHO....
Kisi bhi kam ko karne se pahle Jo man me fear ata hai Uske bahut sare reasons hai hum kuch reason dekhenge aur ye reason aise Hain Jo logo ke dwara bataya gaya hai aur practically karke dekha bhi gaya hai.
1.Jankari ki Kami
2.Regular Practice na Karna
3.Negative jyada sochna
4.Mentally disturbance
Agar hum dekhenge in points ko ye points aise hain jinke ander hum log aate hain isiliye doston koi bhi kam karo aur use man lagaker karo Nahi to kam karna bekar hai.
Ummeed ka na hona bura per jhooti ummeed ka zinda hona sabse bada pap hai.........
Life me apko koi bhi kam agar Karna hai. To positive Rahman sabse important hai aur represent Karna apne aap ko kam ke liye ye badi baat hai.
Life is a heaven it depends how you thinks.....
Aur agar aap apne kam ko regular honestly karte hai aur position think rakhiye hai to apke man me koi fear nahi ayega aur fear jab bhi aye uski wajah Jano aur use door Karne ki koshish karen.Really you will win.
Like read comment and subscribe this.Good Night
No comments:
Post a Comment