Ise Hara do Safalta Nischit Hai
Doston apka apna dost Ek bar phir apki seva me hu aj hum bat karenge ki jab hum goal setting karte hain aur phir us per kam karna shuru karte hain to kaun hame apna goal pane se rokta hai.
Ha doston koi hai jo hame manzil pane se rokta hai Wo koi aur nahi hum Khud Hain ab aap kahenge aisa kaise hai mere pyare doston hume koi aur nahi rokta balki hum Khud apne aap ko rokte hain.Apne aksar Dekha Hoga ki jab hum koi kam karna chahte Hain to kaise kahte hai Bad me karenge aur hum bad me Nahi karte hai aur hum peeche ho jate hai doston bad me nahi on the spot RIGHT NOW.
Achha hum log bad me kyun kahte Hain iska bhi reason hai jab hum koi kam karte karte thak(tired) jate hain to hum kam ko bad me Karne ki sochte hai us samay ek bat bad yad rakhiye wo ye ki Kuchh time ka break lijiye jissi mind relax aur boost hokar bhir kam karna chahe.
Ab ham bat karenge ki kyun koi kam karte karte beech me chhod dete hai iska seedha reason hai ki hum kam ko dikhane ke liye Kar rahe hain.Humne kam apne kayak Nahi chuna hai isliye doston kam wahi chuno Jo apko achha lage issue aap Jaldi Safal honge
Safalta ka koi short cut Nahi hota hai.
Kal per talne se kuch logo ka graph gir jata hai wo apne positive place se neeche a jate hai isliye jab bhi apka graph kisi field me gire use Wahin per roko aur sudhar ki koshish karo.Ye sochte hue ki kal se achha aj karenge aur aap 100% Safal honge
Safalta ek meetha aur pyara sa ehsaas hai Jo koi raton aur dinon me paseena bahane se hi milti hai aur hum agar isse during Nahi Jana chahte to iske liye chhote chhote goal banaker us per apne aap ko safal manner kam Karen aur hum Nischit Safal honge.
Safal hona bachhano ka khel hain jab hum bachhe ki tarah niswarth nispachha Bina lalach ke mehnat karte Hain to Safalta bhi bahut Jaldi mil jati hai.
Hard work +Good Guidance + Eagerness= Big SUCCESS
Doston aap log isko keval nahi padhe balki Jeevan me utarne ki bhi koshish Karen aur Kar sakte koi problem nahi agar app karna chahe ise amal kijiye aur comments Karke bataye apna kimti sujhav jarur de.........
No comments:
Post a Comment